"Radhika boli, 'Aye mere NANDALAL;
laayi hoon main tere liye yeh GULAAL;
aye mere Murli, naa jaane
tere kitne roop, kitne NAAM;
aaj rang de teri ish Gopini ko,
aye mere pyaare GHANASHYAM.'
Krishna bola, 'Kuch pal ke liya bhool
jaaoon main, ki kahaan hain 'DWARKA';
aaj hain rang o ki thayoaar, aur kareeb
aao mere, aye mere pyaari RADHIKA.
Pyar itni madhur hain
hamaare aur tumhare beech,
ke hum dono ke
dil huye hain RANGOLI;
wahi pyar ka rangeela roop,
hum dono ke badan pe kyon naa ho,
aaj hamaari pyar hogi aur bhi rangeen,
kyon ki aaj hain 'HOLI'"- Arindam Sain
laayi hoon main tere liye yeh GULAAL;
aye mere Murli, naa jaane
tere kitne roop, kitne NAAM;
aaj rang de teri ish Gopini ko,
aye mere pyaare GHANASHYAM.'
Krishna bola, 'Kuch pal ke liya bhool
jaaoon main, ki kahaan hain 'DWARKA';
aaj hain rang o ki thayoaar, aur kareeb
aao mere, aye mere pyaari RADHIKA.
Pyar itni madhur hain
hamaare aur tumhare beech,
ke hum dono ke
dil huye hain RANGOLI;
wahi pyar ka rangeela roop,
hum dono ke badan pe kyon naa ho,
aaj hamaari pyar hogi aur bhi rangeen,
kyon ki aaj hain 'HOLI'"- Arindam Sain