"KAALIA: 'Hum log gaaon ke taraf gaye teh,
toh, Jai aur Veeru ne fekaa hum logon ke
upar bahut saare GUBBAREY;
hum sab ka badan ho gaya
rangeen, bheegh gaye hum
logon ke kapde SAAREY.'
GABBAR: 'Woh log do teh,
aur tum TEEN;
koi anaaz ya zevar naa laa saake,
laut ke aa gaye, hoke RANGEEN.'
SAMBHA: 'Yeh bechaarey
bhi kya karein Sarkar,
aaj ka din hee hain RANGEEN;
aab haamesha poochte rahetey hain,
toh yeh bataa doon, ki aaj hee hain
ish saal ka Holi ke DEEN.
GABBAR: 'Haan haan, pataa hain
humko; humko pataa hain, ki aaj
hee ke din hain HOLI;
Vasanti kaahan hain, kaahan hain
Vasanti, aaj woh khel nahi saakti,
ish Gabbar ke saath AANKHMICHAULI'.
SAMBHA: 'Sarkar, aur ek gaaon mein, ek
tabeley mein aaj ho rahi hain Holi ka jashn,
saayed abhi bhi naach rahi hain 'HELEN';
chaliye Sarkar, ussi ke saath khelenge
aap Holi, kyon ki Vasanti ke liye toh Jai
hee uski Hero hain, aur aap hain VILLAIN.'
GABBAR: 'Arrey o Sambha, kab tak upar
hee baitha rahega, neechey aa toh zaara,
kyon ki tu bhi hain humhrey jaisa
hee ek gunda MAAWAALI;
bajaao dhol, peeyo thandai,
khaao dherh saare laddoo,
kyon ki aaj hee hain Holi,
Happy HOLI.'"- Arindam Sain
toh, Jai aur Veeru ne fekaa hum logon ke
upar bahut saare GUBBAREY;
hum sab ka badan ho gaya
rangeen, bheegh gaye hum
logon ke kapde SAAREY.'
GABBAR: 'Woh log do teh,
aur tum TEEN;
koi anaaz ya zevar naa laa saake,
laut ke aa gaye, hoke RANGEEN.'
SAMBHA: 'Yeh bechaarey
bhi kya karein Sarkar,
aaj ka din hee hain RANGEEN;
aab haamesha poochte rahetey hain,
toh yeh bataa doon, ki aaj hee hain
ish saal ka Holi ke DEEN.
GABBAR: 'Haan haan, pataa hain
humko; humko pataa hain, ki aaj
hee ke din hain HOLI;
Vasanti kaahan hain, kaahan hain
Vasanti, aaj woh khel nahi saakti,
ish Gabbar ke saath AANKHMICHAULI'.
SAMBHA: 'Sarkar, aur ek gaaon mein, ek
tabeley mein aaj ho rahi hain Holi ka jashn,
saayed abhi bhi naach rahi hain 'HELEN';
chaliye Sarkar, ussi ke saath khelenge
aap Holi, kyon ki Vasanti ke liye toh Jai
hee uski Hero hain, aur aap hain VILLAIN.'
GABBAR: 'Arrey o Sambha, kab tak upar
hee baitha rahega, neechey aa toh zaara,
kyon ki tu bhi hain humhrey jaisa
hee ek gunda MAAWAALI;
bajaao dhol, peeyo thandai,
khaao dherh saare laddoo,
kyon ki aaj hee hain Holi,
Happy HOLI.'"- Arindam Sain