yeh TIRCHHI;
dekh ke tujhe,
yeh dil huya LAALCHI;
zubaan teri aisi, ki jaise laage mujhe, ke
khaa liya maaine saayed bahut saare MIRCHI;
tu hain ish ilaake ki
kaamwali bai, aur main hoon
ish restaurant ki BAWARCHI;
tere se ishq hone ke baad, aisa
laag raha hain, ki hoon main ek
aasmaan mein udhta huya PANCHI;
bahut intezaar ke baad, ish saadhaseedha
Kancha ko milaa hain ek pyari si KAANCHI;
tu mujhe kaheti hain paagal, sochu mein
kabhi kabhi, ke tu abhi bhi hain BACCHI;
woh ishq hee kya, jish mein koi mard
naa ho deewana, naa ho paagal, toh
kya har aashique ko bhejh dogi 'RANCHI';
nazar teri
yeh TIRCHHI;
dekh ke tujhe,
yeh dil huya LAALCHI."- Arindam Sain