"Mila jab yeh CHITTI;
yaad aa gayo apne gaaon ki MITTI.
Phir se laut ke aayenge hum ZAROOR;
jab tut hee gayi hain tumhri GAROOR.
Sahar mein laagi
toh hain NAUKRI;
par hum ko accha naa
laage sahar ki CHOKHRI.
Hum toh sochte rahi, ki tum
toh hum ko gayi ho BHOOL;
par ishq phir se jaag utha, bheji joh
tum ne yeh chitti aur gulaab PHOOL.
Aa rahe hain hum, milne tumse
wahi jheel ke KINAARE;
hogi mohabbat ki baatein, phir
se, naa jaane kitne SAARE.
Paisa jab kamaane laage
hain, toh der kis baat KI;
aab shaadi bhi toh karna hain, baash
tumhri haan sunne ki hain BAAKI.
Ek baar shaadi ke liye raaji toh
ho jaao, aye mere RAJKUMARI;
aayenge Rajkumar ke tarah,
kar ke ghode ki SAWARI."- Arindam Sain
yaad aa gayo apne gaaon ki MITTI.
Phir se laut ke aayenge hum ZAROOR;
jab tut hee gayi hain tumhri GAROOR.
Sahar mein laagi
toh hain NAUKRI;
par hum ko accha naa
laage sahar ki CHOKHRI.
Hum toh sochte rahi, ki tum
toh hum ko gayi ho BHOOL;
par ishq phir se jaag utha, bheji joh
tum ne yeh chitti aur gulaab PHOOL.
Aa rahe hain hum, milne tumse
wahi jheel ke KINAARE;
hogi mohabbat ki baatein, phir
se, naa jaane kitne SAARE.
Paisa jab kamaane laage
hain, toh der kis baat KI;
aab shaadi bhi toh karna hain, baash
tumhri haan sunne ki hain BAAKI.
Ek baar shaadi ke liye raaji toh
ho jaao, aye mere RAJKUMARI;
aayenge Rajkumar ke tarah,
kar ke ghode ki SAWARI."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment