"Nahi rakhe hain mere paas
tumhari koi bhi SAAMAAN;
kyon ki tum bhi aajkaal ki mausam o
ki tarah, ho gayi ho BEIMAAN.
Yaad hain woh din abhi bhi,
jab humse dosti karne ke liye,
tumhari dil mein
jaag uthi thi INQUILAB;
jish jish ladkiyon se mera dosti tha, unh
logon ko mere baareme ulta seedha bolti
thi tum, aur ekdin khud hee mere class ke
notebook mein raakh diya GULAAB.
English medium school thaa zaroor, par
humko pataa nahi tha, yeh
Chauda Farbari ka kya hain CHAKKAR;
par jab ush notebook mein tum likh hee diye
teh, 'I love you, be my valentine', toh mere dil
ne bolaa, 'Chal, ish ladki se hee tu pyar KAR.'
Aaj bhi hain Chauda Farbari,
kar rahein hain CCD ke
andar baithke, tumhari INTEZAAR;
par tum abhi tak nikle nahi ho apni daftar se,
kyon ki aaj bade hee girawat ke samay
se gujri hain Share BAZAAR.
Jab se Private Bank chorhke, gushi ho
ek Share Trading Company mein, tab se
dimaag mein khaali karti raheti ho
naa jaane kya kya HISAAB;
kabhi toh dimaag ko do aaraam aur mere
liye kholo woh pyar mohabbat se bhari
woh dil, o meri pyaari MEMSAAB.
Mere ko ek table
mein lagbhag ek ghante
ke liye akela dekh ke,
waiter bhi ho gaya PARESAAN;
jab bhi phone karti hoon, toh kaheti ho,
'Boss gussey mein hain, koi nikal nahi
raha hain, aur thoda adhaa ghanta
intezaar karo meri JAAN;
mera dil
toh hain sirf
tumhare hee PAAS;
aadhe ghante baad yeh 'Sunaina'
tumhey ek chummi degi,
o mere pyaare 'BIBHAS.''"- Arindam Sain
tumhari koi bhi SAAMAAN;
kyon ki tum bhi aajkaal ki mausam o
ki tarah, ho gayi ho BEIMAAN.
Yaad hain woh din abhi bhi,
jab humse dosti karne ke liye,
tumhari dil mein
jaag uthi thi INQUILAB;
jish jish ladkiyon se mera dosti tha, unh
logon ko mere baareme ulta seedha bolti
thi tum, aur ekdin khud hee mere class ke
notebook mein raakh diya GULAAB.
English medium school thaa zaroor, par
humko pataa nahi tha, yeh
Chauda Farbari ka kya hain CHAKKAR;
par jab ush notebook mein tum likh hee diye
teh, 'I love you, be my valentine', toh mere dil
ne bolaa, 'Chal, ish ladki se hee tu pyar KAR.'
Aaj bhi hain Chauda Farbari,
kar rahein hain CCD ke
andar baithke, tumhari INTEZAAR;
par tum abhi tak nikle nahi ho apni daftar se,
kyon ki aaj bade hee girawat ke samay
se gujri hain Share BAZAAR.
Jab se Private Bank chorhke, gushi ho
ek Share Trading Company mein, tab se
dimaag mein khaali karti raheti ho
naa jaane kya kya HISAAB;
kabhi toh dimaag ko do aaraam aur mere
liye kholo woh pyar mohabbat se bhari
woh dil, o meri pyaari MEMSAAB.
Mere ko ek table
mein lagbhag ek ghante
ke liye akela dekh ke,
waiter bhi ho gaya PARESAAN;
jab bhi phone karti hoon, toh kaheti ho,
'Boss gussey mein hain, koi nikal nahi
raha hain, aur thoda adhaa ghanta
intezaar karo meri JAAN;
mera dil
toh hain sirf
tumhare hee PAAS;
aadhe ghante baad yeh 'Sunaina'
tumhey ek chummi degi,
o mere pyaare 'BIBHAS.''"- Arindam Sain