"SHAAKHA PRABANDHAK: 'Mahoday, kya
bataayein dukh ki baat, jab hum sirf
Scale-I 'Adhikari' teh, tab thaa
woh din ekdum SHAANDAAR;
jab se Scale-II 'Shaakha Prabandhak'
baane, tab har over mein bouncer aur
yorker aata hain, ballebaazi nahi ho
paati hain pehle jaisa DHUAANDAAR.'
ANCHAL PRABANDHAK: 'Woh
aaraam ke din GAYO;
aab har kshetra mein
pratiyogita ke din AAYO.
Jung ke maidan mein,
lahu hamesha garam
rahena chaiye, yeh ho
naa jaaye THAANDA;
duniya mein ghath rahi hain imaandaari,
badh rahi hain dhokadaari, muskuraayo zaroor,
par byapaar mein munaafa banaaye rakhne
ke liye, maarte raho DAANDA.'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment