"Kahi koi saazish toh nahi, mere liye khol
joh diye ho tum apni dil ka DARWAZA;
yun hi itni aasani se kyon haar maan jaaye
tum se, kyon baane tumhre dil ka RAZA.
Tumhre dimag ne phir bhi
kahi hogi, 'ruk toh ZAARA';
par tumhre dil ne boli, 'ishq hain
toh hain, bahene doh nadi ki TARAH'.
Har subah baith thi ho apni ghar
ke balcony mein, haathon mein le
ke ek chaa e ka PEYAALA;
doosre taraf ke ghar mein hain hum,
nazar aa hee jaati ho tum, jab bhi hum ne
neend se uth kar, ghar ka khidki KHOLA.
Har din hum ko dekh ke, pata nahi
kyon tumhre chehre pe ek meethi si
muskurahat aati hain HAMESHA;
wahi sundar si pyaari muskurahat kheechti
hain hum ko, har subah jaldi uth ke, khol
dete hain khidki, ajeeb hain yeh NASHA."- Arindam Sain

No comments:
Post a Comment