"HIRALAL: 'Bangaal mein woh
jagah ka naam hain PURULIA;
jahaan Hindu dharm ke sadhu sant o
ko peeta gaya aur kapda bhi khol LIYA.'
jagah ka naam hain PURULIA;
jahaan Hindu dharm ke sadhu sant o
ko peeta gaya aur kapda bhi khol LIYA.'
PANNALAL: 'Bhagva rang se itna
darr ta kyon hain yeh log, kharab
ho gaya hain wahaan ka SANSKRITI;
wahaan toh koi kaam milta nahi, doosre
rajya mein kaam karne jaate hain yeh log,
har cheez mein hoti hain ghatiya RAJNEETI.'
darr ta kyon hain yeh log, kharab
ho gaya hain wahaan ka SANSKRITI;
wahaan toh koi kaam milta nahi, doosre
rajya mein kaam karne jaate hain yeh log,
har cheez mein hoti hain ghatiya RAJNEETI.'
CHUNILAL: 'Lekin Bangaal Police
ne ish baar sahi mein kiya
hain accha KAAM;
kuch lucchey lafangey ke
liye Bangaal ka sanskriti
ho raha hain BADNAAM.'
ne ish baar sahi mein kiya
hain accha KAAM;
kuch lucchey lafangey ke
liye Bangaal ka sanskriti
ho raha hain BADNAAM.'
MOTILAL: 'Bangaal sarkar
ko bahut laabh hoti hain
har saal, yeh Ganga Sagar
mela ke KAARAN;
par kya aagle saal se, Ganga Sagar
mein nahane ke liye sadhu log
aayenge, agar rakhoge 'Palghar
Kaand' jaise UDAHARAN.'"- Arindam Sain
ko bahut laabh hoti hain
har saal, yeh Ganga Sagar
mela ke KAARAN;
par kya aagle saal se, Ganga Sagar
mein nahane ke liye sadhu log
aayenge, agar rakhoge 'Palghar
Kaand' jaise UDAHARAN.'"- Arindam Sain