"Litti accha naa
laage, jab ush ke saath
naa ho aloo CHOKHA;
ussi tarah mohabbat
ka woh pal laage sab
se anmol, sab se ANOKHA.
Beeth gaya jo kaal, woh
beeth gaya, bhool bhi jaao,
aab joh pehle ho CHOOKA;
par kudrat ka khel dekho, roop
badal ke, phir zindagi mein aa hee
jaati hain koi na koi MASHOOKA.
Pyar toh aisa hain, jaise ki
garmi ke mausam mein, aaya
koi thandi hawa ka JHOKHA;
par kuch hee pal baad yeh
ehsaas dilaaye, ki yeh kambhakt
ishq hamesha deti hain DHOKHA.
Radha ki aankhein sab kuch
laage, jab ush ke saath
naa ho aloo CHOKHA;
ussi tarah mohabbat
ka woh pal laage sab
se anmol, sab se ANOKHA.
Beeth gaya jo kaal, woh
beeth gaya, bhool bhi jaao,
aab joh pehle ho CHOOKA;
par kudrat ka khel dekho, roop
badal ke, phir zindagi mein aa hee
jaati hain koi na koi MASHOOKA.
Pyar toh aisa hain, jaise ki
garmi ke mausam mein, aaya
koi thandi hawa ka JHOKHA;
par kuch hee pal baad yeh
ehsaas dilaaye, ki yeh kambhakt
ishq hamesha deti hain DHOKHA.
Radha ki aankhein sab kuch
kahe deti hain, chahe Krishna ke
saamne, kitna bhi rahe woh CHOOP;
saayed isiliye hamesha Radha ki har
roop ki pyaas bujhaaye Krishna, kyon
ki woh khud hain pyar ka NALKOOP."- Arindam Sain
saamne, kitna bhi rahe woh CHOOP;
saayed isiliye hamesha Radha ki har
roop ki pyaas bujhaaye Krishna, kyon
ki woh khud hain pyar ka NALKOOP."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment