"RADHA: 'Dil mein hain joh AAG,
samajh na paaye yeh DIMAAG;
ya toh banshi na bajao, ya toh
raho hamesha mere PAAS;
woh banshi ki surili awaaz, tarphaati
hain bahut, deti hain pyar ki EHSAAS.'
samajh na paaye yeh DIMAAG;
ya toh banshi na bajao, ya toh
raho hamesha mere PAAS;
woh banshi ki surili awaaz, tarphaati
hain bahut, deti hain pyar ki EHSAAS.'
KRISHNA: 'Banshi se joh nikalta
hain, woh pyar ki dhun hain, nahi
hain koi shor ya AWAAZ,
dooriya mein hee badhti hain pyar ki
chahat, dil toh khuli kitaab hain, yeh dhun
sunn ke, chhupi na raheti hain dil ki RAAZ.'
hain, woh pyar ki dhun hain, nahi
hain koi shor ya AWAAZ,
dooriya mein hee badhti hain pyar ki
chahat, dil toh khuli kitaab hain, yeh dhun
sunn ke, chhupi na raheti hain dil ki RAAZ.'
RADHA: 'Ghar mein jab akeli raheti
hoon, tumhre banshi ki dhun sunne
ke liye karte hain INTEZAAR,
phir kya, dil bol uthti hain,
'ohe Radhe, kaahe ka gussa, phir se
maan le tu apni Kanaiya se HAAR."- Arindam Sain
hoon, tumhre banshi ki dhun sunne
ke liye karte hain INTEZAAR,
phir kya, dil bol uthti hain,
'ohe Radhe, kaahe ka gussa, phir se
maan le tu apni Kanaiya se HAAR."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment