"BHABHI: 'Hello ! Kaisa hain tu ?
Kya bataayein tere ko, ish lockdown
ke dino mein, bacche toh bacche,
uske baap bhi bann gaye hain BACCHE;
main kitna kaam kar rahi hoon, teen
bacche aur ek bade bacche ka khayal
rakh rahi hoon, par sabhi bacche sudhar
rahe hain, ho rahe hain ACCHE.
Tera mann bahut udaash hain kya,
teri woh dieting waali girlfriend se joh
nahi ho rahi hain MULAKAAT;
ish lockdown ke dino mein, woh bhi toh
ghar pe hain, thodi toh moti ho jaayegi
woh, yehi hain ek acchi BAAT."
DEVAR: 'Isiliye Bhaiya tumse
naaraaz ho jaata hain kabhi KABHI;
meethi meethi baat bol ke, badiya
namak chirakhti ho tum BHABHI.
Kaisi hain meri
do pyari bhatiji aur
woh sharaarti BHATIJA;
school toh bandh hain, phir aa
jaayega summer vacation,
bahut kar raha hain MAJAA.'
BHABHI: 'Do TV set
toh hain, aur ek TV set
ka hain ZAROORAT;
do behenein ek TV set ke saamne; baap,
bete aur ek TV set ke saamne; mobile
handset pe hee TV dekhti hain yeh AURAT.'
DEVAR: 'Bhabhi ! Hamare yahaan
ke officers mess mein,
1st floor ke common room
mein hee sirf ek hee
TV set hain BAASH;
TV dekhne ke bahaane sab log ek doosre
se ek metre ki duri banaake ke baithte
hain; gaana, shayari, kahaani chalta hain
raat ke giyaara baaje tak, jhoom uthta hain
poora "NILGIRI NIWAAS".'- Arindam Sain
Kya bataayein tere ko, ish lockdown
ke dino mein, bacche toh bacche,
uske baap bhi bann gaye hain BACCHE;
main kitna kaam kar rahi hoon, teen
bacche aur ek bade bacche ka khayal
rakh rahi hoon, par sabhi bacche sudhar
rahe hain, ho rahe hain ACCHE.
Tera mann bahut udaash hain kya,
teri woh dieting waali girlfriend se joh
nahi ho rahi hain MULAKAAT;
ish lockdown ke dino mein, woh bhi toh
ghar pe hain, thodi toh moti ho jaayegi
woh, yehi hain ek acchi BAAT."
DEVAR: 'Isiliye Bhaiya tumse
naaraaz ho jaata hain kabhi KABHI;
meethi meethi baat bol ke, badiya
namak chirakhti ho tum BHABHI.
Kaisi hain meri
do pyari bhatiji aur
woh sharaarti BHATIJA;
school toh bandh hain, phir aa
jaayega summer vacation,
bahut kar raha hain MAJAA.'
BHABHI: 'Do TV set
toh hain, aur ek TV set
ka hain ZAROORAT;
do behenein ek TV set ke saamne; baap,
bete aur ek TV set ke saamne; mobile
handset pe hee TV dekhti hain yeh AURAT.'
DEVAR: 'Bhabhi ! Hamare yahaan
ke officers mess mein,
1st floor ke common room
mein hee sirf ek hee
TV set hain BAASH;
TV dekhne ke bahaane sab log ek doosre
se ek metre ki duri banaake ke baithte
hain; gaana, shayari, kahaani chalta hain
raat ke giyaara baaje tak, jhoom uthta hain
poora "NILGIRI NIWAAS".'- Arindam Sain