"Dekh rahi ho,
woh choti si PARVAT;
wahan ki jungle mein
rahete hain hum, naam AIRAVAT.
Jungle ke beech se
jaati hain rail gaari,
yun toh laagti hain
woh rail ki patri SUNSAAN;
par kab rail gaari aa jaaye,
kissey raheti hain khabar,
anjaane mein naa jaane kitne
haati o ki chali jaati hain JAAN.
Jungle ke beech se kyon
jaati hain rail gaari ITNA;
zaroori hain rail gaari ki
sankhya ko GHATAANA.
Jab rail gaari jungle mein ghushegi,
tab ek jabardast siren lagaataar
zaroor bajaaye jungle ke
koi AADHIKARIK.
Siren suntey suntey hum sab haati
jaan jaayenge ki siren ki awaaz jab tak
bandh na ho jaaye, tab tak nahi
jaayenge rail ki patri ke NAJDEEK.
Lagbhag do saal ke kareeb
apni maa ke pet mein
rahene ke baad hee
janam leti hain koi HAATI;
yun hee rail ki patri mein
kuch minute o mein jaan chali jaayegi,
dukh ki baath hain, kya insaan nahi
banenge haamare SATHI !"- Arindam Sain
woh choti si PARVAT;
wahan ki jungle mein
rahete hain hum, naam AIRAVAT.
Jungle ke beech se
jaati hain rail gaari,
yun toh laagti hain
woh rail ki patri SUNSAAN;
par kab rail gaari aa jaaye,
kissey raheti hain khabar,
anjaane mein naa jaane kitne
haati o ki chali jaati hain JAAN.
Jungle ke beech se kyon
jaati hain rail gaari ITNA;
zaroori hain rail gaari ki
sankhya ko GHATAANA.
Jab rail gaari jungle mein ghushegi,
tab ek jabardast siren lagaataar
zaroor bajaaye jungle ke
koi AADHIKARIK.
Siren suntey suntey hum sab haati
jaan jaayenge ki siren ki awaaz jab tak
bandh na ho jaaye, tab tak nahi
jaayenge rail ki patri ke NAJDEEK.
Lagbhag do saal ke kareeb
apni maa ke pet mein
rahene ke baad hee
janam leti hain koi HAATI;
yun hee rail ki patri mein
kuch minute o mein jaan chali jaayegi,
dukh ki baath hain, kya insaan nahi
banenge haamare SATHI !"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment