"'Bhai Shyam, kabhi kiye ho
mohabbat, kabhi hui hain
dil yeh DEEWANA ?'
'Haan bhai Vishnu, hua toh hain
bahut baar, kisko kisse kab pyar
ho jaaye, yeh kisne hain JAANA !
Zindagi mein aayi
tufaan ki TARAH;
dil ke kareeb
aayi zara ZARA;
jaise andheri raat ki
aasmaan mein, ek ujjwal TARA;
wahi toh thi meri
pyari deewani, MEERA.'
'Shyam bhaya, ek baath
bataao, kisey kahete hain
yeh MOHABBAT ?
Hum toh samajh hee naa paaya aaj tak,
par zaroor rakhte hain khullam khulla
pyar karne ki HIMMAT.'
'Dekho Vishnu bhaya, jab kisi se
ho jaaye saccha PYAR;
ek ajeeb si ankahi anjaani si nasha
charh jaati hain YAAR.
Jab ishq ka jalwa apni
charam seema pe ho, tab zindagi
maano jaise ussi ke haathon mein
souph diya, tumhari badan sirf
le rahi hain SAANSH.
Jab woh paas nahi hoti hain,
maano tumhari mann ussi se hee
baatein kar rahi hain,
kisi bagichey mein baith ke, apni
kalpana mein, aisi hoti hain EHSAAS.
Tum jaise bann jaaoge
peepal ka perh,
jhukogey nahi,
chaahe jitni bhi aaye AANDHI.
Mandir mein kabhi nahi bhi jaao,
toh kya, phir bhi tumhare dil poochta
rahega ki bhagwan ne kaise aur kyon
yeh pyar ki dor hain BAANDHI !
Jaise tham jaayegi samay,
kya din kya RAAT;
agar ek din ekbaar bhi
naa ho usse koi BAAT.
Kya amabash, kya purnima,
bade hee sunehri hoti hain
pyarbhari woh RAATEIN;
yeh kaandhon mein apni sarh rakh ke,
kaheti hain woh naa jaane
kitni saari BAATEIN;
samay ke saath saath, do aatma o ka hoti
hain jab pyar ki madhur milan, usse kahete
hain hum 'MOHABBATEIN'.'"- Arindam Sain
mohabbat, kabhi hui hain
dil yeh DEEWANA ?'
'Haan bhai Vishnu, hua toh hain
bahut baar, kisko kisse kab pyar
ho jaaye, yeh kisne hain JAANA !
Zindagi mein aayi
tufaan ki TARAH;
dil ke kareeb
aayi zara ZARA;
jaise andheri raat ki
aasmaan mein, ek ujjwal TARA;
wahi toh thi meri
pyari deewani, MEERA.'
'Shyam bhaya, ek baath
bataao, kisey kahete hain
yeh MOHABBAT ?
Hum toh samajh hee naa paaya aaj tak,
par zaroor rakhte hain khullam khulla
pyar karne ki HIMMAT.'
'Dekho Vishnu bhaya, jab kisi se
ho jaaye saccha PYAR;
ek ajeeb si ankahi anjaani si nasha
charh jaati hain YAAR.
Jab ishq ka jalwa apni
charam seema pe ho, tab zindagi
maano jaise ussi ke haathon mein
souph diya, tumhari badan sirf
le rahi hain SAANSH.
Jab woh paas nahi hoti hain,
maano tumhari mann ussi se hee
baatein kar rahi hain,
kisi bagichey mein baith ke, apni
kalpana mein, aisi hoti hain EHSAAS.
Tum jaise bann jaaoge
peepal ka perh,
jhukogey nahi,
chaahe jitni bhi aaye AANDHI.
Mandir mein kabhi nahi bhi jaao,
toh kya, phir bhi tumhare dil poochta
rahega ki bhagwan ne kaise aur kyon
yeh pyar ki dor hain BAANDHI !
Jaise tham jaayegi samay,
kya din kya RAAT;
agar ek din ekbaar bhi
naa ho usse koi BAAT.
Kya amabash, kya purnima,
bade hee sunehri hoti hain
pyarbhari woh RAATEIN;
yeh kaandhon mein apni sarh rakh ke,
kaheti hain woh naa jaane
kitni saari BAATEIN;
samay ke saath saath, do aatma o ka hoti
hain jab pyar ki madhur milan, usse kahete
hain hum 'MOHABBATEIN'.'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment