"Aye Dil tu thoda SAMBHAAL;
woh soni kudi kar di kya KAMAAL;
kharab hain, aye Dil, tera HAAL,
yunhi girta hain pyar mein har SAAL.
Radhika ke roop naa jaane hain KITNA,
paas toh aa hee jaati hai, dur bhaagu JITNA.
Mausam ki tarah badalti hain ROOP;
kabhi dhund toh kabhi DHOOP.
Sambhalne ko kahe har pal yeh DIMAAG;
par pyar hee toh bujhaye Dil ki AAG.
Mil ke biccharna, phir bicchar ke MILNA;
jaise bagicho mein naya phool KHILNA.
Zindagi ka pehla ishq toh hain CHINGARI;
agar laagi hawa, toh wahi ho jaaye BHAARI.
Muskil hain pehla pyar ko BHULNA;
aur naye pyar ko ussi se karte hain TULNA.
Har rang ki hoti hain ek KHASIYAT;
baaki aap ki zindagi, aap ki NIYAT.
Kaante hain, isilye
khubsurat hain GULAAB;
saayed isiliye shinghashan mein joh
baith tha hain, wahi hain NAWAB."- Arindam Sain

No comments:
Post a Comment