"'Kachchh' se le kar 'Kaho' tak, 'Kashmir'
se le kar 'Kanyakumari' tak, gunje hain
ek hee naara, ek hee NAAM;
wahi joh hain 'Maryada Purushottam',
wahi joh hain 'Raghupati Raghav', sab
ek saath mil ke bolo, 'Jai Shri RAM'.
Jaane kitne barsho ke baad
aaj ek khusi ka din MILAA;
uccha nyayalay mein naa jaane
kitne barsho tak yeh case CHALAA.
Le ke Prabhu Shri Ram ka naam,
shuru karo koi bhi shubh KAAM;
hamesha achcha hee hoga
woh shubh karya ka ANJAAM.
Hoslaa tha buland aur SHAKT;
aaj khush hain sabhi Ram BHAKT.
22.01.2024 ko hogi Ayodhya
ke Raj Shinghashan mein
Raja Ram ka 'Raj TILAK';
joh log abhi bhi naastik hain, woh
log bhi Bhagwan Ram ke saran mein
aa jaaye, jyada na karein NAATAK.
'Akaal Deepavali' hogi aab
se har saal ke 22 January ke din,
saaj uthegi 'Ayodhya DHAM';
poore viswa mein maanaya jaaegi
yeh 'Pran Pratistha Diwas', phir ek baar
jor se bolo, 'Jai Shri RAM'."- Arindam Sain
se le kar 'Kanyakumari' tak, gunje hain
ek hee naara, ek hee NAAM;
wahi joh hain 'Maryada Purushottam',
wahi joh hain 'Raghupati Raghav', sab
ek saath mil ke bolo, 'Jai Shri RAM'.
Jaane kitne barsho ke baad
aaj ek khusi ka din MILAA;
uccha nyayalay mein naa jaane
kitne barsho tak yeh case CHALAA.
Le ke Prabhu Shri Ram ka naam,
shuru karo koi bhi shubh KAAM;
hamesha achcha hee hoga
woh shubh karya ka ANJAAM.
Hoslaa tha buland aur SHAKT;
aaj khush hain sabhi Ram BHAKT.
22.01.2024 ko hogi Ayodhya
ke Raj Shinghashan mein
Raja Ram ka 'Raj TILAK';
joh log abhi bhi naastik hain, woh
log bhi Bhagwan Ram ke saran mein
aa jaaye, jyada na karein NAATAK.
'Akaal Deepavali' hogi aab
se har saal ke 22 January ke din,
saaj uthegi 'Ayodhya DHAM';
poore viswa mein maanaya jaaegi
yeh 'Pran Pratistha Diwas', phir ek baar
jor se bolo, 'Jai Shri RAM'."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment