"Dimaag kahe,
'Khabardar, KHABARDAR,
yeh kambakht dil
hain, BARKHURDAAR;
naa samjhe kya hain
jeet, kya hain HAAR,
ish ko duniyawale
kahete hain 'PYAAR'.'
Dil jab ek baar woh saccha pyaar
karne ke liye ho jaaye RAAZI;
peeche nahi hath tha, chahe
laag bhi jaaye jaan ki BAAZI.
Itni asaani se poori nahi
'Khabardar, KHABARDAR,
yeh kambakht dil
hain, BARKHURDAAR;
naa samjhe kya hain
jeet, kya hain HAAR,
ish ko duniyawale
kahete hain 'PYAAR'.'
Dil jab ek baar woh saccha pyaar
karne ke liye ho jaaye RAAZI;
peeche nahi hath tha, chahe
laag bhi jaaye jaan ki BAAZI.
Itni asaani se poori nahi
hoti hain ARMAAN;
aayegi zaroor
baarish aur TUFAAN.
Phir bhi kahega
yeh kambakht DIL;
aage badho, aage
hain pyar ki MANZIL.
Pyar ka jaadu hee toh
hain, joh banaye ish duniya
ko rangeen aur KHUBSURAT;
gulaab mein kaante hain,
chaand mein hain kaala daag,
waisa hee hain yeh 'MOHABBAT'."- Arindam Sain
aayegi zaroor
baarish aur TUFAAN.
Phir bhi kahega
yeh kambakht DIL;
aage badho, aage
hain pyar ki MANZIL.
Pyar ka jaadu hee toh
hain, joh banaye ish duniya
ko rangeen aur KHUBSURAT;
gulaab mein kaante hain,
chaand mein hain kaala daag,
waisa hee hain yeh 'MOHABBAT'."- Arindam Sain