"Dimaag ne poocha,
'Kya hain yeh ZINDAGI ?'
Dil ne bola, 'Zindagi ka
doosra naam hain DILLAGI.'
Humne poocha dil se,
'Kaise samjhengey,
kaun sa hain yeh
aasli pyar ki DHAK DHAK ?'
Dil ne bola, 'Dimaag jab khamosh naa
rahein, aur aankh sirf ussi ki taraf naa
dekhte rahein, maanlo pyar
hua ee nahi hain tab TAK.'
Dimaag khud se bola,
'Hum toh bhai bardaasht
kar letey hain SABKUCH;
magar pyar mein jab koi hota hain
ashafal, dil ko saayed bahut dard
hota hain SACHMUCH.'
Dil haash ke bola, 'Arrey,
dimaag bhaaya, humko agar naa
hoga ishqwala DARD;
toh phir yeh naadaan
aashique kaise baanega
ek dumdaar MARD.'
Maine bola dono se,
'Chalta hee raheta hain
tum dono ka yeh JUNG;
par har kisi ki zindagi ko rangeen
karne ke liye, zaroor chaiye
pyar ka RANG.'"- Arindam Sain
'Kya hain yeh ZINDAGI ?'
Dil ne bola, 'Zindagi ka
doosra naam hain DILLAGI.'
Humne poocha dil se,
'Kaise samjhengey,
kaun sa hain yeh
aasli pyar ki DHAK DHAK ?'
Dil ne bola, 'Dimaag jab khamosh naa
rahein, aur aankh sirf ussi ki taraf naa
dekhte rahein, maanlo pyar
hua ee nahi hain tab TAK.'
Dimaag khud se bola,
'Hum toh bhai bardaasht
kar letey hain SABKUCH;
magar pyar mein jab koi hota hain
ashafal, dil ko saayed bahut dard
hota hain SACHMUCH.'
Dil haash ke bola, 'Arrey,
dimaag bhaaya, humko agar naa
hoga ishqwala DARD;
toh phir yeh naadaan
aashique kaise baanega
ek dumdaar MARD.'
Maine bola dono se,
'Chalta hee raheta hain
tum dono ka yeh JUNG;
par har kisi ki zindagi ko rangeen
karne ke liye, zaroor chaiye
pyar ka RANG.'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment