"Aayo re aayo
pyar chupke SE;
jaise bahut garmi ke
baad baarish BARSHE.
Aasmaan ki panchi ko
bhi huya hain EHSAAS;
ek chota sa ghosla ho, jish mein
woh le saake chain ki SWAASH.
Ek jheel mein
huyi usse MULAKAAT;
baash machliyaan khaa rahi thi,
nahi kar rahi thi mujhse koi BAAT.
Humne laaga
liya pratiyogita
machli pakarne KI;
samajh rahi thi woh sab kuch,
aur chilla ke boli, 'aab kahe bhi do,
joh kahena rahe gaya hain BAAKI'.
Phir uski chonch se mera chonch MILA;
shuru huya pyar ka SILSILA.
Phir dekha, bahut dino baad, ish
registan mein chaaya hain kaale BAADAL;
maahol hain pyar ka, isiliye saayed
mausam bhi gaya hain BADAL.
Aayo re aayo
pyar chupke SE;
jaise bahut garmi ke
baad baarish BARSHE."- Arindam Sain
pyar chupke SE;
jaise bahut garmi ke
baad baarish BARSHE.
Aasmaan ki panchi ko
bhi huya hain EHSAAS;
ek chota sa ghosla ho, jish mein
woh le saake chain ki SWAASH.
Ek jheel mein
huyi usse MULAKAAT;
baash machliyaan khaa rahi thi,
nahi kar rahi thi mujhse koi BAAT.
Humne laaga
liya pratiyogita
machli pakarne KI;
samajh rahi thi woh sab kuch,
aur chilla ke boli, 'aab kahe bhi do,
joh kahena rahe gaya hain BAAKI'.
Phir uski chonch se mera chonch MILA;
shuru huya pyar ka SILSILA.
Phir dekha, bahut dino baad, ish
registan mein chaaya hain kaale BAADAL;
maahol hain pyar ka, isiliye saayed
mausam bhi gaya hain BADAL.
Aayo re aayo
pyar chupke SE;
jaise bahut garmi ke
baad baarish BARSHE."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment