"Badalte hain RISHTEY;
badalte hain RAASTEY;
badiyaa hain yeh
zindagi ka SAFAR;
naajaane kab kahaan
kaise mil jaaye HUMSAFAR.
Binaa koi DILLAGI;
bekaar hain yeh ZINDAGI;
safar ka gaadi kabhi idhaar,
kabhi udhaar CHALEY;
ish beech chupchaap
aankhiyan se aankhiyan MILEY;
dur jaane se, kahi tanhai pal
mein premi o ka dil JWALEY;
aashiqaana dil toh aakhir mast hee hota
hain Guru, chaaye woh gorey ho yaa KAALEY.
Poocho apne dil se,
ki kya hain yeh chaahat,
kya hain yeh TAMANNA;
din ke anth mein, apne dil ki baath hee
suna karo Guru aur baano apni deewani
ka saccha DEEWANA."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment