"Hoon main SHIKAARI;
toh kaise baane SHAAKAHAARI.
Yeh kambakht dil kaise
rahe BHRAMMYACHAARI;
aakhir Bhramma ne kyon banaaya
itni khubsoorat si NAARI.
Phir se hone do BADNAAM;
par chaahiye mohabbat ka INAAM.
Kisiko na hain fikar,
ki aakhir kya hoga ANJAAM;
ajeeb nasha hain yeh pyar ka,
chaahe subaah ho yaa SHAAM.
Hoon main SHIKAARI;
toh kaise baane SHAAKAHAARI.
Yeh kambakht dil kaise
rahe BHRAMMYACHAARI;
aakhir Bhramma ne kyon banaaya
itni khubsoorat si NAARI.
Ish shikaari ne jab kar hee diya
hain tumhare dil ka SHIKAAR;
toh chupaane se kya faayda,
aab kar hee lo IKRAAR.
Ek doosre ka dil hain ek
doosre ke liye BEKARAAR;
pyar ke dushmano se niptenge baad mein,
filhaal abhi hum dono ko hona hain FARAAR.
Hoon main SHIKAARI;
toh kaise baane SHAAKAHAARI.
Yeh kambakht dil kaise
rahe BHRAMMYACHAARI;
aakhir Bhramma ne kyon banaaya
itni khubsoorat si NAARI."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment