Tuesday, June 25, 2019

MAIN HOON EK MOHABBAT KARNEWALA MAZDOOR; DIL MEIN LIYE KHWAB KI EKDIN WOH HAMAARI HOGI ZAROOR !!!

"Khiladi ho, ya ho tum yoddha, 
apni naseeb ka tum hee 
malik ho HUZOOR; 
par ishq ki baazi mein kabhi na 
kabhi, kahi na kahi, aap kismat 
ke aagey ho jaate ho MAZBOOR; 
sarh ke baalon mein aa jaayegi safedi, 
ho jaaoge buddhey, phir bhi woh ishq 
ki yaadein rahegi taaza, yehi hain 
zamaane ki DASTOOR. 
Guitar haathon mein liye, 
woh gaa rahi thi ush din, 
laag rahi thi kitni khubsoorat, 
jaise hain koi HOOR. 
Ush din ussey dekhte hee, mera dil 
jaise taaiyaar karne laagi 
pyar ki shayari aur 
baajne laagi pyar ki SUR. 
Kisi ne saach hee kaha hain ki, 
ishq mein dil aur dimaag shaant 
ho jaati hain, kyon ki aap chaakh 
rahein ho pyar ka meetha GUR. 
Nazrein roj milti rahi 
aur aakhir ho hee gayi thi hum 
dono ko ek doosre se bahut PYAR. 
Kya khubsoorat aur ajeeb si khushi ki 
pal thi woh mohabbat ka, kaise 
aap logon ko samjhaaye YAAR. 
Saayar bann chuka tha main, aur 
baajti thi ish dil mein SITAAR; 
pyar bhari gaane gaati thi woh, 
haaton mein liye GUITAR. 
Phir achanak naa jaane kahan 
chali gayi woh, ho gayi 
ish aankhon se DUR; 
aaj kuch saal baad dekh rahi hoon 
ussey TV pe, kyon ki woh aaj apni 
gaane ke liye hui hain MASHOOR. 
Yaad aa gaya woh BACHPAN; 
jab woh thi hamaare PADOSAN. 
Main hoon ek mohabbat 
karnewala MAZDOOR; 
dil mein liye khwab ke ekdin woh 
hamaari hogi ZAROOR."- Arindam Sain

No comments:

Post a Comment