"Aajkal toh jish app mein
jyaada discount MILAA;
hamare Hindusthan ki nayi peedi
wahi app download karne CHALAA.
Ek toh gaaon ka graahak
fake phone calls
mein sab kuch detey hain BOL;
aur ATM card se naa jaane kahaan kaahan
chalein jaatey woh bachat khaatey
ke kuch paise ANMOL.
Ek taraf jab hum IT infrastructure
aur sarbastariya digitization ki
karte hain BAATEIN;
toh phir Cyber Criminals ko uchit sabak
shikayiye, taah ki grahaak o ki neend haraam
naa ho aur chain se kaatein RAATEIN.
ATM mein rupiya
uthaaney gaye, naa niklaa
koi bhi rupiya, par bachat khaata se
paisa ho gaya DEBIT;
aab woh graahak pareshaan toh hoga hee,
aur kabhi kabhi toh 72 ghantey ke baad
wohi paisa uske bachat khata mein
hoti hain CREDIT.
Darr kaa maahol
itni hain ki abhi bhi ek
aatankwala shabd hain yeh, 'ATM';
bhai humko bhi toh darr laage itni discount
dene wale apps se, jitni bhi kaho tum log,
ke 'karo PAYTM'"- Arindam Sain
jyaada discount MILAA;
hamare Hindusthan ki nayi peedi
wahi app download karne CHALAA.
Ek toh gaaon ka graahak
fake phone calls
mein sab kuch detey hain BOL;
aur ATM card se naa jaane kahaan kaahan
chalein jaatey woh bachat khaatey
ke kuch paise ANMOL.
Ek taraf jab hum IT infrastructure
aur sarbastariya digitization ki
karte hain BAATEIN;
toh phir Cyber Criminals ko uchit sabak
shikayiye, taah ki grahaak o ki neend haraam
naa ho aur chain se kaatein RAATEIN.
ATM mein rupiya
uthaaney gaye, naa niklaa
koi bhi rupiya, par bachat khaata se
paisa ho gaya DEBIT;
aab woh graahak pareshaan toh hoga hee,
aur kabhi kabhi toh 72 ghantey ke baad
wohi paisa uske bachat khata mein
hoti hain CREDIT.
Darr kaa maahol
itni hain ki abhi bhi ek
aatankwala shabd hain yeh, 'ATM';
bhai humko bhi toh darr laage itni discount
dene wale apps se, jitni bhi kaho tum log,
ke 'karo PAYTM'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment