"Jab khula woh aadmi ke dil ki KHIDKI;
anjaane mein usko ho gayi AASHIQUI.
Yeh duniya laagne laagi
thi kitni KHUBSOORAT;
khush tha bahut woh aadmi
aur khush bhi thi uski AURAT.
Phir 'Corona Virus' aayi ACHANAK;
nahi toh uska aurat zinda raheti aab TAK.
Aab ush aadmi ke dil
mein utha ek TUFAAN;
sab kuch muskil laagne laage tha usko,
jaise kuch bhi kaam naa tha AASAAN.
Khud raheta tha PARESAAN;
ziddi aur khuddar INSAAN;
kisi ka bhi nahi
liya EHSAAN;
Aakhir kaar 'Corona Virus' ne chhenh hee
liya tha pyar karne waalon ki SHAAN.
Har kisi ke upar, Bhagwaan ka
nazar raheta hain har PAL;
aur sabaar ka phal toh hotaa
hee hain meetha PHAL.
Dheere dheere ek din Bhagwaan
ne ush aadmi ke liye khol
diya aur ek DARWAAJA;
ush darwaaje se bahar aayi ek
khubsoorat ladki aur woh boli,
'itni dur kyon khadi ho meri RAJA;
saari zindagi uski hee yaad mein
bitaayoge kya, pyar ki piyaasi hoon
main, aab mere paas toh AAJA.'
Woh aadmi ekdum ush ladki ke
bagal mein jaa ke rakha TAUSREEF;
ush chhorii ki mithi baatein shunh kar,
dur ho rahi thi dil ki TAQLEEF.
Phir baaji sehnai, phir se
rangeen hua pyar ka TAPOVAN;
yehi toh hain aasli rangmanch, kabhi khushi
kabhi gam, yehi toh hain JEEVAN."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment