"Neela yeh aasmaan,
samandar bhi hain NEELA;
yaadein teri aa rahi hain bahut,
haathon mein le ke yeh coffee ka PEYAALA.
Yeh samandar se bhi
toh hum logon ko pyar hain,
beetate hain iske saath
bahut saare MAHINAA;
watan ki raksha ke liye
sadaa hain taiyaar, garv se
kahete hain saari duniya ke saamne,
ki hum hain 'Bharatiya NAUSENA'.
Jab bhi tasveer dekhta
hoon main TUMHARI;
ish tann aur mann ki thakaan
dur ho jaate hain SAARI;
meri mohabbat ko sweekar karne
ke liye, hoon main bahut ABHAARI;
meri jaan se bhi tum
ho mujhko jyaada PYAARI.
Meri yaadein toh tumko
bhi bahut aati HOGI;
par desh ki khaatir, kabhi kabhi
premi o ko bhi hona padhta hain YOGI.
Aagley hafte milegaa humko
kuch dino ke liye CHUTTI;
bahut dino baad likh rahe hain tum ko,
yeh pyarbhari CHITTI."- Arindam Sain
samandar bhi hain NEELA;
yaadein teri aa rahi hain bahut,
haathon mein le ke yeh coffee ka PEYAALA.
Yeh samandar se bhi
toh hum logon ko pyar hain,
beetate hain iske saath
bahut saare MAHINAA;
watan ki raksha ke liye
sadaa hain taiyaar, garv se
kahete hain saari duniya ke saamne,
ki hum hain 'Bharatiya NAUSENA'.
Jab bhi tasveer dekhta
hoon main TUMHARI;
ish tann aur mann ki thakaan
dur ho jaate hain SAARI;
meri mohabbat ko sweekar karne
ke liye, hoon main bahut ABHAARI;
meri jaan se bhi tum
ho mujhko jyaada PYAARI.
Meri yaadein toh tumko
bhi bahut aati HOGI;
par desh ki khaatir, kabhi kabhi
premi o ko bhi hona padhta hain YOGI.
Aagley hafte milegaa humko
kuch dino ke liye CHUTTI;
bahut dino baad likh rahe hain tum ko,
yeh pyarbhari CHITTI."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment