"Ladki ne boli, 'Main bhi tumhari tarah
divorcee hoon, naam hain JANHAVI;
tum toh ho
Internet ki RAJKAVI;
badiya laagta hain tumhare
woh sab stylish CHAVI;
ish Rajya mein toh bahut kam hee
suney hain tumhare yeh PADVI.'
Ladke ne bola, 'Dadaji kaha karte
teh ki eksamay hamaare
purvpurush teh RAJASTHANI;
Maharana Pratap ke samay
Alwar mein kisi Rajput Raja
ke teh Rajput SENANI.
Phir Uttar Pradesh mein
Thakur Bhrahmin baaney aur phir
unme sey kuch ghusey BIHAR;
zameen ko leke dangal huye,
baane teh joh kuch bigre huye
shehzaada aur ZAMINDAAR.
Gene ke andar hee hain
maar danga wali baath,
kuch kar nahi SAKTE;
par gussey ko kaabu mein rakhna
shikhey hain humlog yun hee
raastey mein chalte CHALTE.
Bihar mein jab huye badiya sa
parivaar wala DAANGA;
tab khoon ke rang se laal
ho chuki thi Maa GANGA.
Apne hee parivaar walon se
jaan baachane ke liye,
kuch bhaagey BARDHAMAN;
kuch gaya Baleswar mein Panda banne,
aur kuch wahan se uttar ke disha mein
gaya, banne Nandigram ka MEHMAAN.
Midnapore se
saat bhai
aaye SUNDARBAN;
ussi saat bhai ka ek bhai tha mere
Dadaji, badiya karte teh Gita paath
aur gaate teh BHAJAN.
Kisaan ke bete ko
milaa ek rastriya bank
mein naukri aur aaya KOLKATTA;
sirf hum hee ish khaandaan ki pehli
bada ladke hain joh doosre jagah pe
migrate na kar saka, hai re VIDHAATA.'
Ladki ne boli, 'Chorh ke chali gayi
jisse kiye teh SHAADI;
ho gaya, jitna
honaa tha BARBAADI.
Phir se shuru karo
ek naya ZINDAGI;
hum toh taiyaar hain ish Rajput se,
karne ke liye DILLAGI.
Kolkatta mein aab kya rakha hain,
chalo Bengaluru, Chennai ya MUMBAI;
Rukmini nahi, Radha nahi, o mere Kishan
Kanaiya, main banoongi tumhari MEERABAI.'
Ladka ne bola, 'Mat karo
itni bhi JALDBAAZI;
shaadi ke liye mat ho jaao
itni jaldi RAAZI.
Pehle poori tarah se
parakh toh loh MUJHE;
kyon kuch galat kaha
kya maine, kya SAMJHE.'
Haash ke woh ladki boli,
'Ziddi hotey ho tum Rajput log,
kar ke hee chorhte ho,
jo pakad lete ho ZID;
par jab bhi jisse pyar karte ho,
ussey bahut pyar karte ho,
aur karte ho unse bhi bahut
saare pyaar ki UMMEED.
Khaaye ho
dhokha EKBAAR;
iska matlab yeh nahi, ke milega
nahi tumko saccha PYAR.
Humne toh padh liya
hain tumhare DIL;
hoon main
tumhare KAABIL;
apni pyari si sansaar mein kar lo
mujhko SAAMIL.'"- Arindam Sain
divorcee hoon, naam hain JANHAVI;
tum toh ho
Internet ki RAJKAVI;
badiya laagta hain tumhare
woh sab stylish CHAVI;
ish Rajya mein toh bahut kam hee
suney hain tumhare yeh PADVI.'
Ladke ne bola, 'Dadaji kaha karte
teh ki eksamay hamaare
purvpurush teh RAJASTHANI;
Maharana Pratap ke samay
Alwar mein kisi Rajput Raja
ke teh Rajput SENANI.
Phir Uttar Pradesh mein
Thakur Bhrahmin baaney aur phir
unme sey kuch ghusey BIHAR;
zameen ko leke dangal huye,
baane teh joh kuch bigre huye
shehzaada aur ZAMINDAAR.
Gene ke andar hee hain
maar danga wali baath,
kuch kar nahi SAKTE;
par gussey ko kaabu mein rakhna
shikhey hain humlog yun hee
raastey mein chalte CHALTE.
Bihar mein jab huye badiya sa
parivaar wala DAANGA;
tab khoon ke rang se laal
ho chuki thi Maa GANGA.
Apne hee parivaar walon se
jaan baachane ke liye,
kuch bhaagey BARDHAMAN;
kuch gaya Baleswar mein Panda banne,
aur kuch wahan se uttar ke disha mein
gaya, banne Nandigram ka MEHMAAN.
Midnapore se
saat bhai
aaye SUNDARBAN;
ussi saat bhai ka ek bhai tha mere
Dadaji, badiya karte teh Gita paath
aur gaate teh BHAJAN.
Kisaan ke bete ko
milaa ek rastriya bank
mein naukri aur aaya KOLKATTA;
sirf hum hee ish khaandaan ki pehli
bada ladke hain joh doosre jagah pe
migrate na kar saka, hai re VIDHAATA.'
Ladki ne boli, 'Chorh ke chali gayi
jisse kiye teh SHAADI;
ho gaya, jitna
honaa tha BARBAADI.
Phir se shuru karo
ek naya ZINDAGI;
hum toh taiyaar hain ish Rajput se,
karne ke liye DILLAGI.
Kolkatta mein aab kya rakha hain,
chalo Bengaluru, Chennai ya MUMBAI;
Rukmini nahi, Radha nahi, o mere Kishan
Kanaiya, main banoongi tumhari MEERABAI.'
Ladka ne bola, 'Mat karo
itni bhi JALDBAAZI;
shaadi ke liye mat ho jaao
itni jaldi RAAZI.
Pehle poori tarah se
parakh toh loh MUJHE;
kyon kuch galat kaha
kya maine, kya SAMJHE.'
Haash ke woh ladki boli,
'Ziddi hotey ho tum Rajput log,
kar ke hee chorhte ho,
jo pakad lete ho ZID;
par jab bhi jisse pyar karte ho,
ussey bahut pyar karte ho,
aur karte ho unse bhi bahut
saare pyaar ki UMMEED.
Khaaye ho
dhokha EKBAAR;
iska matlab yeh nahi, ke milega
nahi tumko saccha PYAR.
Humne toh padh liya
hain tumhare DIL;
hoon main
tumhare KAABIL;
apni pyari si sansaar mein kar lo
mujhko SAAMIL.'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment