"Kya kahein, kaise kahein,
kitna pyar karte hain hum TUMHEIN;
aab kaisi darr, kaisi hichkichahat, aab nahi
hain 'Article 370', Kashmir ki vaadiyon MEIN.
O meri
'Kashmir ki KALI';
aa bhi jaao aab, intezaar mein
hain yeh prem ki GALI.
Naa jaane kya kya ho jaayegi AJOOBA;
jab tum baanogi meri MEHBOOBA;
tumhari ish pyar ki gehrai o mein
yeh dil hain DOOBA;
tum hee ho, haan sirf tum
hee ho meri pyaari DILRUBA.
Aur naa sataao,
aa bhi jaao AAB;
bahut intezaar kiye hain tumhari
yeh 'Naresh', tumhari dil ka NAWAAB;
Kashmir ki nahi, aab tum baanogi
Kanpur ki 'Malika' MEMSAAB;
har roz main kahunga, 'Namaskaar',
aur tum kahogi, 'ADAAB'".- Arindam Sain
kitna pyar karte hain hum TUMHEIN;
aab kaisi darr, kaisi hichkichahat, aab nahi
hain 'Article 370', Kashmir ki vaadiyon MEIN.
O meri
'Kashmir ki KALI';
aa bhi jaao aab, intezaar mein
hain yeh prem ki GALI.
Naa jaane kya kya ho jaayegi AJOOBA;
jab tum baanogi meri MEHBOOBA;
tumhari ish pyar ki gehrai o mein
yeh dil hain DOOBA;
tum hee ho, haan sirf tum
hee ho meri pyaari DILRUBA.
Aur naa sataao,
aa bhi jaao AAB;
bahut intezaar kiye hain tumhari
yeh 'Naresh', tumhari dil ka NAWAAB;
Kashmir ki nahi, aab tum baanogi
Kanpur ki 'Malika' MEMSAAB;
har roz main kahunga, 'Namaskaar',
aur tum kahogi, 'ADAAB'".- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment