paristhiti kyon naa ho, dil toh
hain jaise koi udhta huya PARINDA;
maidan-e-jung hain yeh zindagi, ladhte
hain apni maatribhoomi ki raksha ke liye,
jab tak rahete hain yeh ZINDA;
Kashmir se Kanyakumari tak garv se
lehera raha hain Hindustan ki tiranga JHANDA;
dil hain yeh Hindustani, garv se kaheta hain,
'Jai Hind' aur hain sacche pyar ka BANDA.
Bharat ke seemarekha mein
tainaat hain yeh, shatru o pe nazar
rakhta hain yeh DAINIK;
dushman o ko kabhi bhi kadi se kadi
jawaab dene ke liye hamesha taiyaar
hain har Bharatiya SAINIK.
Kaandhon se kaandhein millake
har jung ladhne ke liye,
har Bharatiya Sainik eksaath
hote hain jung mein SAAMIL;
tabhi toh Pakistani o ko ekdum
paarasth kar ke, Bharatiya Sainik o
ne vijay praapt kiya aur dushman o
se azaad huya 'KARGIL'."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment