"Hoon musafir, chalna hain abhi
bhi bahut saare RAASTE;
koi bhi safar shuru karne se pehle, karte
hain hum aapne bhagawan ko NAMASTE.
Zindagi ki ish safar mein, ekbaar aayi thi
ek khubsoorat FARISTEY;
dheere dheere naa jaane kaise, hum dono
ke beech ho gayi thi ek anmol RISHTEY.
Kaabil e taarif thi uski SHABAAB;
ek doosre ke liye hum dono teh BETAAB.
Phir achanak ho gayi thi judaai, ek jhagra
ke baad, woh chitthi bejhti rahi, hum gusse
mein naa diya ek bhi khat ka JAWAAB;
bahut dino baad, aaj huyi usse mulakaat aur woh
haash ke boli, 'Meri maa tumhe ghar pe bulaaya
hain, banaaya hain KABAB'."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment