sirf tera hee DEEWANA;
hain yeh MUNNA.
Humse dur naa JAANA;
samjho naa humein BEGAANA;
yeh gulaab hain meri taraf se, ek NAZRAANA;
tumko aati hain
mera dil CHURAANA;
humein aata hain
bhari mehfil mein ikraar KARNA.
Chahey kitna bhi shaktishaali kyon
naa ho tumhari woh goonda ANNA;
mere jaise sacchey aashique se naa
takraaye, yeh baath usko samjha DENA.
Aaj mausam hain SUHAANA;
chorho bhi yeh sab BAHAANA;
pyar toh tum bhi bahut karti ho mujhse,
aab kyon hain CHUPAANA;
jab yeh do dil pyar karta hain ek
doosre se, tab kyon hain SHARMAANA.
O Meena, o MEENA,
sirf tera hee DEEWANA;
hain yeh MUNNA."- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment