"'Kya karein, ya naa karein',
kya yehi sawaal pooch
raha hain aap ka DIL;
sirf aap hee nahi,
crore o Hindustani hain
ish 'Lockdown' mein SAAMIL.
Yeh yuddh ka sainik hum
sab log hain, hum sab yeh
yuddh ke liye hain KAABIL;
ish baar shatru koi aatankvaadi nahi,
ish baar shatru hain ek aatankvirus,
joh hain ek adrishya KAATIL.
Bhrasthachaar ko rokne
ke liye tha 'NOTEBANDI';
aur 'Corona Virus' rokne
ke liye hain aab 'GHARBANDI.'
Kyon na kar de Cable Connection
ka har TV Channel aagle chalish
din o ke liye bilkul MUFT;
har Hindustani apne ghar o mein baithke
TV program o ka anand uthayega aur rahega
'Corona Virus' ke aakraman se MUKT.
Dekhna chahte hain humlog 1990 ke dashak
ki 'Ramayana', 'Mahabharata', 'The Sword of
Tipu Sultan', 'Chandrakanta', 'Wagle ki Duniya',
'Mungerilal ka haseen sapne', 'Malgudi Days',
'Alif Laila', 'Karamchand', 'Tehkikaat', 'Jungle
Book', 'Byomkesh Bakshi' phir se EKBAAR;
kaise bhool sakte hain 'Bikram aur Betaal',
'Chanakya', 'Krishna', 'Jai Hanuman', 'Bharat
ek khoj', 'Surabhi', 'Tu tu main main',
'Shrimaan Shrimati', 'Dekh bhai dekh' 'Johnny
and his flying robot', 'Sea Hawks', 'Circus',
jisse dekhne ko jee karega BAARBAAR.
Aasli Hindustan ko
samajhne ke liye, kaafi
nahi hain sirf iski MAANCHITRA;
dikhayie 1990 ke dashak ki TV serial aur
Bollywood ki sarbakaalin sarbashestra
chalish CHALACHITRA."- Arindam Sain

No comments:
Post a Comment