"Kiski intezaar
kar rahi ho KIRAN;
kya phir se yaad aa
rahi hain woh AKARSHAN !
College ki dino mein likhi thi
tumne ek lajawab PREMPATRA;
par sirf padhai likhai mein hee jyaada
dhyaan de raha tha yeh CHHATRA.
Samay se saath SAATH;
naa baani koi BAATH;
naa pakdi tumhari HAATH;
aaj bahut dino baad, huyi MULAAKAAT.
Main toh accha hee hoon, par
tumne kaha ki bimaar ho TUM;
aajkaal tum kyon
ho itni GUMSHUM;
College mein toh tum
bahut machaati thi DHOOM.
College mein
tum itni thi CHUPCHAAP;
ki har adhyapak bolte teh, 'Kya
sharaarti ladki hain, baapre BAAP.'
Laag toh rahi ho
jaise ho tum hee,
woh swarg ki URVASHI;
ish Akarshan ke liye abhi bhi
hain pyar, kya isiliye tumhari
mukhde pe hain itni MAAYUSHI.
Ho tum
aaj MASHOOR;
par tumhari dil ka
nahi hain koi KASOOR.
Mat samjho ki tum hee
ho woh ladki AKELI;
bahut saari aur bhi ladkiyan hain,
ish Akarshan ko pyar KARNEWAALI.
Lekin mere liye tumhari yeh saccha
pyar hain beintehaa aur BESHUMAAR;
apni dil ko kyon behelaati ho, yeh kahe
ke, ki, 'apni dil hain BIMAAR.'"- Arindam Sain
kar rahi ho KIRAN;
kya phir se yaad aa
rahi hain woh AKARSHAN !
College ki dino mein likhi thi
tumne ek lajawab PREMPATRA;
par sirf padhai likhai mein hee jyaada
dhyaan de raha tha yeh CHHATRA.
Samay se saath SAATH;
naa baani koi BAATH;
naa pakdi tumhari HAATH;
aaj bahut dino baad, huyi MULAAKAAT.
Main toh accha hee hoon, par
tumne kaha ki bimaar ho TUM;
aajkaal tum kyon
ho itni GUMSHUM;
College mein toh tum
bahut machaati thi DHOOM.
College mein
tum itni thi CHUPCHAAP;
ki har adhyapak bolte teh, 'Kya
sharaarti ladki hain, baapre BAAP.'
Laag toh rahi ho
jaise ho tum hee,
woh swarg ki URVASHI;
ish Akarshan ke liye abhi bhi
hain pyar, kya isiliye tumhari
mukhde pe hain itni MAAYUSHI.
Ho tum
aaj MASHOOR;
par tumhari dil ka
nahi hain koi KASOOR.
Mat samjho ki tum hee
ho woh ladki AKELI;
bahut saari aur bhi ladkiyan hain,
ish Akarshan ko pyar KARNEWAALI.
Lekin mere liye tumhari yeh saccha
pyar hain beintehaa aur BESHUMAAR;
apni dil ko kyon behelaati ho, yeh kahe
ke, ki, 'apni dil hain BIMAAR.'"- Arindam Sain
No comments:
Post a Comment